Om Shree Ganeshaya Namaha!
Om Namaha Shivaya ! Jai Maata Di !
Om Sai Ram !!
If for some reason you are not able to see , or download the below pictures or click to the below links - Please go to http://debu7370.blogspot.com/ You can also have access to all the previous Shri Shirdi Sai speaks mails at the above link. And if any of you would like to receive these messages directly to your mailbox everyday--
Ae khudda - Mere Sai baba..
Mere Maa Baap ko , Mere apno ko har bimaari aur har musibat se bachaana ..
Meri ki hui galtiyon ko mai phir kabhi na daudaaoon , mujhe itni himmat dena..
Jo raasta mujhe tere kamal charno tak le jaaye , mujhe aisi manzil ki raah dikhaana ..
Meri vajah se kisi ka dil na dukhe , mujhe itna Tu sikhaana ...
Mere ehenkaar ko , mere gusse ko , meri laalach ko, doosro ko neecha dikhaane ki meri chaah ko ,
Maya ko meri buri chhayya ko mujhe se koso door rakhna....
Rishton ki ehmiyat ko samjhun aur insaaniyat ko apna dharam maanu , mujhe aisi sadhbuddhi dena ...
Na hamesha ke liye kuch mera hai , na hamesha ke liye mai is duniya mein ---
Kabhi Suraj ki tez roshni toh kabhi Raat ka andhera hai ---
Sukh ke do pal aur Dukh mein roye naina hai ....
Chaar din ki Zindagi mein santusht hoke mujhe har haal mein hai jeena ......
Yeh baat mai kabhi bhool na paau mujhe aisi yaadaash dena..
Khud bhi khush rahu aur doosro ko bhi khushiyaan baatu, mujhe aisi daulat dena..
Kisi ke dil mein duaa ban ke rahu mujhe aisa ghar dena...
Shukhar karu har pal tera, ae khudda - Mere Sai baba . Mere aas paas yuhi sadaa rehena
Andhere mein tere naam ka diya jalaau , aisi kripa is Deep pe karna...
Sai bhakt
Deepa H
My humble pranams to our Sadguru Sainath and to his wonderful Leelas in my life..
Sai Bhakt
Deepa H
You can find more pictures of our Sadguru Sainath and Shirdi on Facebook by clicking or liking the below page /link
Ae khudda - Mere Sai baba..
Mere Maa Baap ko , Mere apno ko har bimaari aur har musibat se bachaana ..
Meri ki hui galtiyon ko mai phir kabhi na daudaaoon , mujhe itni himmat dena..
Jo raasta mujhe tere kamal charno tak le jaaye , mujhe aisi manzil ki raah dikhaana ..
Meri vajah se kisi ka dil na dukhe , mujhe itna Tu sikhaana ...
Mere ehenkaar ko , mere gusse ko , meri laalach ko, doosro ko neecha dikhaane ki meri chaah ko ,
Maya ko meri buri chhayya ko mujhe se koso door rakhna....
Rishton ki ehmiyat ko samjhun aur insaaniyat ko apna dharam maanu , mujhe aisi sadhbuddhi dena ...
Na hamesha ke liye kuch mera hai , na hamesha ke liye mai is duniya mein ---
Kabhi Suraj ki tez roshni toh kabhi Raat ka andhera hai ---
Sukh ke do pal aur Dukh mein roye naina hai ....
Chaar din ki Zindagi mein santusht hoke mujhe har haal mein hai jeena ......
Yeh baat mai kabhi bhool na paau mujhe aisi yaadaash dena..
Khud bhi khush rahu aur doosro ko bhi khushiyaan baatu, mujhe aisi daulat dena..
Kisi ke dil mein duaa ban ke rahu mujhe aisa ghar dena...
Shukhar karu har pal tera, ae khudda - Mere Sai baba . Mere aas paas yuhi sadaa rehena
Andhere mein tere naam ka diya jalaau , aisi kripa is Deep pe karna...
Sai bhakt
Deepa H
For some strange reason I have not been receiving the Aarti pictures from Samadhi Mandir in Shirdi since the past 10 days and therefore, I guess the only thing that you and me can do is to wait until Baba gives us His Darshan.. Until then, lets all enjoy the bliss of the palki darshan that happened in Shirdi last week on the 2nd of July 2015 along with a small clipping of Baba's Dhuni in Shirdi - like you have never seen before...
A small video clipping of the Blissful darshan of the Palki yatra that happened in Shirdi last week on the 2nd of July 2015
Incase you are not able to see the above video, Here is the direct youtube link..
https://youtu.be/0KqMfylqsUY
A small video clipping of the of the Blissful darshan of Baba's Dhuni in Shirdi [ Must See]
Incase you are not able to see the above video, Here is the direct youtube link..
https://youtu.be/u0dyqOfYk6M
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
भक्ती की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
बोलो सतगुरु श्री साँईनाथ महाराज की जय ।।
साँईं

No comments:
Post a Comment